Yeh Qismat Hai Kya Janta Hai Vohi Jamane Me Hai Jiski Kismat Buri (sad) Lyrics

Posted by & filed under , , , , , , .

Album name:-Ghar Ka Chiraag (1989)
Singer:-Mohammed Aziz
Actor:-Neelam Kothari, Chunky Pandey, Rajesh Khanna
Lyricist:-Anjaan
Music By:-Bappi Lahiri

har dua ek baddua kyu
ban gayi pal me yaha
bewafa kismat bhi
uth gaya sar se hath ma
ye kismat hai kya janta hai wahi
zamane me hai jiski kismat buri

aadmi khud ko insa bana na saka
apni kismat bnayega kya aadmi
ye kismat hai kya janta hai wahi
zamane me hai jiski kismat buri

ye kismat hai karti ajab faisle
yaha milke sab kuch bhi kuch na mile
bhatkti hai yu dar badar zindagi
ke marke bhi insa mar na sake
ye kismat hai kya janta hai wahi
zamane me hai jiski kismat buri

ek thokar lagi tuta sara nasha
ab jana kaha kuch nahi hai pata
lake kismat ne chhoda hai kis mod par
jo musafir tha khud ban gaya rashta
ye kismat hai kya janta hai wahi
zamane me hai jiski kismat buri
aadmi khud ko insa bana na saka
apni kismat bnayega kya aadmi

lyrics typed by : rekha panghal