Yeh Sama Sama Hain Yeh Pyar Ka Lyrics

Posted by & filed under .

Film: Jab Jab Phool Khile (1965)

Yeh Sama Sama Hain Yeh Pyar Ka

Yeh sama, sama hain ye pyaar ka
Kisi ke intazar ka
Dil na chura le kahi mera
Mausam bahar ka

Yeh sama, sama hain ye pyaar ka
Kisi ke intazar ka
Dil na chura le kahi mera
Mausam bahar ka

Basane lage aakhon mein
Kuh aise sapane
Basane lage aakhon mein
Kuh aise sapane
Ki bulaye jaise nainon se apane
Nainon se apane

Yeh sama, sama hain deedar ka
Kisi ke intezar ka
Dil na chura le kahi mera
Mausam bahar ka

Mil ke khayalon mein hi
Apane balam se
Mil ke khayalon mein hi
Apane balam se
Neend gawalee apani
Maine kasam sem maine kasam se

Ye sama, sama hain khumar ka
Kisi ke intazar ka
Dil na chura le kahi mera
Mausam bahar ka

Yeh sama, sama hain ye pyaar ka