Zinda Hu Is Tarah Lyrics

Posted by & filed under .


Song: Zinda Hu Is Tarah
Movie: Aag
Singer(s): Mukesh

Zinda hu is tarah ki gam-e-zindagi nahin
Jalta hua diya hun magar roshani nahin
Zinda hu …

Vo muddatein huin hain kisise juda hue
Lekin ye dil ki aag abhi tak bujhi nahin
Zindaa hu …

Aane ko aa chukaa thaa kinaaraa bhii samane
Khud usake paas hii merii naiyyaa gai nahii.n
Zindaa hu …

Honthon ke paas aae hasi, kya mazaal hai
Dil ka muamla hai koi dillagi nahin
Zindaa hu …

Ye chaand ye hava ye fiza, sab hain madma
Jo tu nahin to in mein koi dilkashii nahin
Zindaa hu …