Zindagi Naam Hai, Waqt Ki Maar Ka Lyrics

Posted by & filed under , , , .

Album name:-Hatyara (1977)
Singer:-Mohammed Rafi
Actor:-Rajesh Khanna,
Lyricist :Vishweshwar Sharma
Music By:-Kalyanji Anandji

zindagi naam hai waqt ki mar ka
zindagi naam hai waqt ki mar ka
ek din jite ka ek din har ka
ek din jite ka ek din har ka
zindagi naam hai waqt ki mar ka

rah sachchai ki mushkilo se bhari
par na sahas ruka aur na himmat dari
yuhi tapkar sabhi pap dhal jayenge
pehle kante to chun phul mil jayenge
pehle kante to chun phul mil jayenge
rasta hai yahi rasta hai yahi
ek din jite ka ek din har ka
ek din jite ka ek din har ka
zindagi naam hai waqt ki mar ka
tere uddhar ka,

dard se jo mile wo khushi hai teri
aansuo se khile wo hansi hai teri
dekh mosam naya rang lane laga
phul khilne lage waqt bhane laga
rup hoga naya,
rup hoga naya tere sansar ka
ek din jite ka ek din har ka
ek din jite ka ek din har ka
zindagi naam hai waqt ki mar ka

lyrics typed by : rekha panghal