Zulmi Naina Balam Ke Maar Gaye Lyrics

Posted by & filed under , , .

name:-Baawra (1950)
Singer :-Lata Mangeshkar
Actor:- Raj Kapoor,
Lyricist:-Lata Mangeshkar
Music By:-Krishan Dayal

zulmi naina balam ke mar gaye
ho zulmi naina balam ke mar gaye
tum jeete sajan hum har gaye
tum jeete sajan hum har gaye
haye mar gaye ho
julmi naina balam ke mar gaye
julmi naina balam ke mar gaye

matwari najariya sawariya ki ho
matwari najariya sawariya ki ho
matwari najariya sawariya ki ho
matwari najariya sawariya ki ho
mohe aisi najariya par war gaye
mohe aisi najariya par war gaye
haye mar gaye ho
julmi naina balam ke mar gaye
julmi naina balam ke mar gaye

diwani banaye gayo balma ke nain
diwani banaye gayo balma ke nain
more naino me naina wo dar gaye
more naino me naina wo dar gaye
haye mar gaye ho
julmi naina balam ke mar gaye
julmi naina balam ke mar gaye

mai to neha lagaye lino
balma se ram
mai to neha lagaye lino
balma se ram
mai to neha lagaye lino
balma se ram
mai to neha lagaye lino
balma se ram
khoi baithi thi mai
wo sawar gaye
khoi baithi thi mai
wo sawar gaye
haye mar gaye ho
julmi naina balam ke mar gaye
julmi naina balam ke mar gaye

lyrics typed by : hanshu malik