Album name:- Gumrah (1963)
Singer :- Mohammed Rafi.
Performer:- Sunil Dutt.
Chalo Ke Baar Phir Se
Chalo ek baar phir se ajnabi ban jaaye hum dono

Na main tumse koi ummeed rakhu dil naraazi ki
Na tum meri taraf dekho palak andaaz naharon se
Na mere dil ki dhadkan ladkhaay meri baaton mein
Ye jaahir ho, Tumhari kashmakash karaash nazaron se
Chalo ek baar phir se ajnabi ban jaaye hum dono
Chalo ek baar phir se ajnabi ban jaaye hum dono
Tumhe bhi koi uljhann rokti hai, pesh kadam se
Mujhe bhi log kehte hai, ki yeh jalwe paraay
Mere hamraawir rusawaaiyaan hai mere maazi ki
Mere hamraawir rusawaai hai mere maazi ki
Tumhare saath bhi guzri hui raaton ke saay hein
Chalo ek baar phir se ajnabi ban jaaye hum dono
Chalo ek baar phir se ajnabi ban jaaye hum dono
Taaluk rog ho jaye toh usko bhulna behtar
Taaluk bhoj ban jaye toh usko todna accha
Woh afsaana, jisse anjaam tak laana na ho mumkin

Usse ek khoobsurat mod dekar chhodna accha