Film: Basant Bahar (1956)
Duniya na bhaye mohe ab to bula le
Duniya na bhaye mohe ab to bula le
Charno mein charno mein tere
Charno mein charno mein
Duniya na bhaye mohe ab to bula le
Duniya na bhaye mohe ab to bula le
Charno mein charno mein tere
Charno mein charno mein
Mere geet mere sang sahare
Mere geet mere sang sahare
Koi na mera sansar mein
Koi na mera sansar mein
Dilke yeh tukde dil ke tukde
Kaise bech du
Duniya ke bazar mein
Duniya ke bazar mein
Mann ke yeh moti rakhiyon tu sambhale
Mann ke yeh moti rakhiyon tu sambhale
Charno mein charno mein tere
Charno mein charno mein
Saath suron ke saathon sagar
Saath suron ke saathon sagar
Mann ki umangon se jaaage
Mann ki umangon se jaaage
Tu hi bata tu hi bata
Mein kaise gaaon
Behri duniya ke aage
Behri duniya ke aage
Teri yeh bina ab tere hawale
Teri yeh bina ab tere hawale
Charno mein charno mein tere
Charno mein charno mein
Maine tuhe koi sukh na diya
Tune daya lutayi dono haathon se
Maine tuhe koi sukh na diya
Tune daya lutayi dono haathon se
Tere pyaar ki yaad jo aaye
Tere pyaar ki yaad jo aaye
Dard chalak jaye aankhon se
Dard chalak jaye aankhon se
Jeena nahi aaya mohe ab to chupa le
Jeena nahi aaya mohe ab to chupa le
Charno mein charno mein tere
Charno mein charno mein
Duniya na bhaye mohe ab to bula le
Duniya na bhaye mohe ab to bula le
Charno mein charno mein tere
Charno mein charno mein