Album: Mamta (1966)
Rahen na raheh hum
Meheka karenge
Ban ke kali, ban ke saba
Baaga-e-wafaa mein
Rahen na raheh hum
Mausam koi ho is chaman mein
Rang ban ke rahenge hum khirama
Chahat ki khushboo yun hi julfon
Se udegi, khiza ho ya baharen
Yun hi Jhoomte, yun hi jhoomte
Aur khilte rahenge
Ban ke kali, ban ke saba
Baaga-e-wafaa mein
Rahen na raheh hum
Meheka karenge
Ban ke kali, ban ke saba
Baaga-e-wafaa mein
Rahen na raheh hum
Khoye hum aise, kya hain milana
Kya bichhadanaa naheen hain yaad hum ko
Koonche mein dil ke jab se aaye
Sirf dil ki zameen hain yaad hum ko
Isi sar zameen, isi sar zameen pe
Hum to rahenge
Ban ke kali, ban ke saba
Baaga-e-wafaa mein
Rahen na raheh hum
Jab hum na honge, jab humari
khaank pe tum rukoge chalte chalte
Ashkon se bheegi chandni mein
Ek sadaa see suno ge chalte chalte
Wohi pe kahe, wohi pe kahi
Hum tum se milenge
Ban ke kali, ban ke saba
Baaga-e-wafaa mein
Rahen na raheh hum
Rahen na raheh hum
Meheka karenge
Ban ke kali, ban ke saba
Baaga-e-wafaa mein
Rahen na raheh hum