Album name:- Gazal (1964)
Singer :- Mohammed Rafi.
Performer:- Sunil Dutt.
Rang Aur Noor Ki Baarat
Rang aur noor ki baarat
Kise pesh karoon
Ye muraadon ki hasiraat
Kise pesh karoon
Kise pesh karoon
Rang aur noor ki baarat
Kise pesh karoon
Ye muraadon ki hasiraat
Kise pesh karoon
Kise pesh karoon
Maine jazbaat nibhaaye hain
Usulon ki jagah
Maine jazbaat nibhaaye hain
Usulon ki jagah
Apne armaan piro laya hoon
Foolon ki jagah
Tere sehre ki, Tere sehre ki ye saugaat
Kise pesh karoon
Ye muraadon ki hasiraat
Kise pesh karoon
Kise pesh karoon
Ye mere sher mere
Aakhri nazraane hein
Ye mere sher mere
Aakhri nazraane hein
Main un apne mein hoon
Jo aaj se begaane hein
Betaaluk se mulaaqat
Kise pesh karoon
Ye muraadon ki hasiraat
Kise pesh karoon
Kise pesh karoon
Surkh jodegi toh botaab
Mubaarak ho tujhe
Surkh jodegi toh botaab
Mubaarak ho tujhe
Tere aankhon ka naya khwaab
Mubarak ho tujhe
Mere ye khwaaish ye khayalaat
Kise pesh karoon
Ye muraadon ki hasiraat
Kise pesh karoon
Kise pesh karoon
Kaun kehta hai ki
Chahat pe sabhi ka haq hai
Kaun kehta hai ki
Chahat pe sabhi ka haq hai
Tu jisse chaahe tera pyaar
Usi ka haq hai
Mujhse kehde, mujhse kehde
Main tera haath
Kise pesh karoon
Ye muraadon ki hasiraat
Kise pesh karoon
Kise pesh karoon
Rang aur noor ki baarat
Kise pesh karoon
Ye muraadon ki hasiraat
Kise pesh karoon
Kisse pesh karoon
Kisse pesh karoon
Kisse pesh karoon
Kisse pesh karoon