Film: Pyasa (1957)
Sar jo tera chakraye
Ya dil dooba jaye
Aaja pyare paas hamare
Kahe ghabaraye, kahe ghabaraye
Sar jo tera chakraye
Ya dil dooba jaye
Aaja pyare paas hamare
Kahe ghabaraye, kahe ghabaraye
Tel mera hain muski
Gandh rahen na khuski
Jiske sar par haath fira du
Chamke kismat uski
Tel mera hain muski
Gandh rahen na khuski
Jiske sar par haath fira du
Chamke kismat uski
Sunn sunn suun are beta sunn
Is champi mein bade bade gunn
Sunn sunn suun are beta sunn
Is champi mein bade bade gunn
Laakh dukhon ki ek dawa hain
Kyun na aazmaye
Kahe ghabaraye, kahe ghabaraye
Sar jo tera chakraye
Ya dil dooba jaye
Aaja pyare paas hamare
Kahe ghabaraye, kahe ghabaraye
Pyaar ka howe jhagada
Ya buysiness ka hon ragada
Sab lafdonka bojh hate
Jab pade haath ek tagada
Pyaar ka howe jhagada
Ya buysiness ka hon ragada
Sab lafdonka bojh hate
Jab pade haath ek tagada
Sunn sunn suun are beta sunn
Is champi mein bade bade gunn
Sunn sunn suun are beta sunn
Is champi mein bade bade gunn
Laakh dukhon ki ek dawa hain
Kyun na aazmaye
Kahe ghabaraye, kahe ghabaraye
Sar jo tera chakraye
Ya dil dooba jaye
Aaja pyare paas hamare
Kahe ghabaraye, kahe ghabaraye
Naukar hon ya malik
Leader ho ya public
Apne aage sabhi jhooke hain
Kya raja kya sainik
Naukar hon ya malik
Leader ho ya public
Apne aage sabhi jhooke hain
Kya raja kya sainik
Sunn sunn suun are beta sunn
Is champi mein bade bade gunn
Sunn sunn suun are beta sunn
Is champi mein bade bade gunn
Laakh dukhon ki ek dawa hain
Kyun na aazmaye
Kahe ghabaraye, kahe ghabaraye
Sar jo tera chakraye
Ya dil dooba jaye
Aaja pyare paas hamare
Kahe ghabaraye