Yeh Zindagi Usiki Hai Lyrics

Posted by & filed under .

Film: Anarkali (1953)

Yeh zindagi usiki hai
Jo kisi ka ho gaya
Pyar hi mein kho gaya
Yeh zindagi usiki hai

Jo dil yaha na mil sake
Milege us jahan mein
Jo dil yaha na mil sake
Milege us jahan mein

Khilenge hasraton ke phool
Jaake aasman mein
Yeh zindagi chali gayi
Yeh zindagi chali gayi
Jo pyar mein to kya hua

Yeh zindagi usiki hai
Jo kisi ka ho gaya
Pyar hi mein kho gaya
Yeh zindagi usiki hai

Sunayegi yeh dastaan
Shamma mere mazaar ki
Sunayegi yeh dastaan
Shamma mere mazaar ki

Fizaa mein bhi khili rahi
Yeh kali anar ki
Ise mazaar mat kaho
Ise mazaar mat kaho
Yeh mahal hain pyar ka

Yeh zindagi usiki hai
Jo kisi ka ho gaya
Pyar hi mein kho gaya
Yeh zindagi usiki hai

hain zindagiki shaam aa
Zindagi ki shaam aa
Tujhe gale lagao main
Tujhi mein dob jaao main

Jahan ko bhool jaao main
Bas ek nazar mile sanam
Alvida, alvida, alvida, alvida
Alvida, alvida, alvida, alvida