Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Rakhataa Hun, Naam Abadul Hai Lyrics

Posted by & filed under , , , , , , , , , , .

Album name :- Shaan (1980)
Singer :- Mohammed Rafi
Actors :- Shashi Kapoor, Sunil Dutt, Kulbhushan Kharbanda, Parveen Babi, Amitabh Bachchan, Bindiya Goswami
Lyricist :- Anand Bakshi
Music :- R D Burman

Ya Ali
Aate Jaate Huye Mai Sab Pe Nazar Rakhta Hu

Naam Abdul Hai Mera, Kya, Ho
Naam Abdul Hai Mera, Sab Ki Khabar Rakhta Hu
Aate Jaate Huye Mai Sab Pe Nazar Rakhta Hu
Aate Jaate Huye Mai Sab Pe Nazar Rakhta Hu
Naam Abdul Hai Mera, Sab Ki Khabar Rakhta Hu
Naam Abdul Hai Mera, Sab Ki Khabar Rakhta Hu

Sar Kisike Samne Jhuk Jaaye Mera, Ye Mujhe Manzur Nahi
Aa Pade Vaqt To Maut Aaye Sahi, Par Mai Majbur Nahi

Jaan Par Khel Jaau, Mai Vo Jigar Rakhta Hu

Naam Abdul Hai Mera, Kya, Ha
Naam Abdul Hai Mera, Sab Ki Khabar Rakhta Hu
Aate Jaate Huye Mai Sab Pe Nazar Rakhta Hu
Aate Jaate Huye Mai Sab Pe Nazar Rakhta Hu
Naam Abdul Hai Mera, Sab Ki Khabar Rakhta Hu
Naam Abdul Hai Mera, Sab Ki Khabar Rakhta Hu

Kisne Liya Kisne Diya, Kisne Kaha Maal Chhupa Rakha Hai
Maine Is Dil Me Saari Duniya Ka, Hal Chhupa Rakha Hai

Bol Sakata Hu Zubaan, Band Magar Rakhta Hu