Album name :-Mujrim (1958)
Singer :- Geeta Dutt
Actor:-Shammi Kapoor
Lyricist :-Majrooh Sultanpuri
Music :-O P Nayyar
chanda chandani me jab chamke
kya ho aa mile jo koi cham se
socho puchte ho kya hamse
chanda chandani me jab chamke
kya ho aa mile jo koi cham se
socho puchte ho kya hamse
pahle to machlengi dhire dhire milke nigahe
pahle to machlengi dhire dhire milke nigahe
dil ki bate dil wala hi samjhe
dil ki bate dil wala hi samjhe
chanda chandani me jab chamke
kya ho aa mile jo koi cham se
socho puchte ho kya hamse
khili khili chandani me sone ke hawao ke tarane
khili khili chandani me sone ke hawao ke tarane
kabhi chup rahenge to kabhi kuch kahenge diwane
kabhi chup rahenge to kabhi kuch kahenge diwane
dil ki bate dil wala hi samjhe
dil ki bate dil wala hi samjhe
chanda chandani me jab chamke
kya ho aa mile jo koi cham se
socho puchte ho kya hamse
khuli khuli aankho se bhi honge matwale soye soye
khuli khuli aankho se bhi honge matwale soye soye
dur khade honge sapno me kahi khoye hue
dur khade honge sapno me kahi khoye hue
dil ki bate dil wala hi samjhe
dil ki bate dil wala hi samjhe
chanda chandani me jab chamke
kya ho aa mile jo koi cham se
socho puchte ho kya hamse
lyrics typed by : hanshu malik