Duniya Mein Kitna Gham Hai, Mera Gham Kitna Kam Hai Lyrics

Posted by & filed under , , , , , , .

Album name:-Amrit (1986)
Singer:-Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Actor:-Rajesh Khanna, Smita Patil
Lyricist:-Anand Bakshi
Music By:-Laxmikant Pyarelal

duniya me kitna gham hai mera gham kitna kam hai

logo ka gham dekha to mai apna gham bhul gayi

koi ek hazaro me sayad hi khus hota
koi kisi ko rota hai,koi kisi ko rota hai

har ghar me ye matam hai mera gham kitna kam hai
duniya me kitna gham hai mera gham kitna kam hai

iska rang rup nahi iska jivan kahte hai
kabhi hasi aa jati hai kabhi ye aanshu bahte hai

dukh sukh ka ye sangham hai, mera gham kitna kam hai
duniya me kitna gham hai, mera gham kitna kam hai
logo ka gham dekha to mai apna gham bhul gaya