Album name :- Trishul (1978)
Singer :- Lata Mangeshkar, Yesudas, Kishore Kumar
Actors :- Hema Malini, Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Rakhee
Lyricist :- Sahir Ludhianvi
Music :- Khayyam
Har Taraf Husn Aur Javani Hai, Aaj Ki Raat Kya Suhani Hai
Reshami Jism
Reshami Jism Thartharaate Hai, Marmari Hoth Gungunate Hai
Dhadakano Mai Surur Faila Hai, Rang Najdik-o-dur Faila Hai
Daavat-e-ishq De Rahi Hai Faza, Aaj Ho Jaa Kisi Hasi Pe Fida
Mohabbat Bade Kam Ki Chiz Hai, Kam Ki Chiz Hai
Mohabbat Bade Kam Ki Chiz Hai, Kam Ki Chiz Hai
Mohabbat Ke Dam Se Hai Duniya Ye Roshan
Mohabbat Na Hoti To Kuch Bhi Na Hota
Najar Aur Dil Ki Panaho Ki Khatir
Ye Jannat Na Hoti To Kuch Bhi Na Hota
Yahi Ek Aaram Ki Chiz Hai, Kam Ki Chiz Hai
Muhabbat Bade Kam Ki Chiz Hai, Kam Ki Chiz Hai
Kitabo Me Chhapate Hai Chaahat Ke Kise
Haqikat Ki Duniya Me Chahat Nahi
Kitabo Me Chhapate Hai Chaahat Ke Kise
Haqikat Ki Duniya Me Chahat Nahi
Zamaane Ke Bazar Me Ye Vo Shah Hai
Ke Jisaki Kisiko Zarurat Nahi Hai
Ye Bekar Bedaam Ki Chiz Hai
Ye Kudarat Ke Inaam Ki Chiz Hai
Ye Bas Naam Hi Naam Ki Chiz Hai, Kam Ki Chiz Hai
Muhabbat Bade Kam Ki Chiz Hai, Kam Ki Chiz Hai
Mohabbat Se Itana Khafa Hone Vale
Chal Aa Aaj Tujhko Mohabbat Sikha De
Tera Dil Jo Barso Se Vira Pada Hai
Kisi Nazanina Ko Isme Basa De
Mera Mashavaraa Kam Ki Chiz Hai, Kam Ki Chiz Hai
Mohabbat Bade Kam Ki Chiz Hai, Kam Ki Chiz Hai
Ye Bekar Benam Ki Chiz Hai, Kam Ki Chiz Hai
Mohabbat Bade Kam Ki Chiz Hai, Kam Ki Chiz Hai
Mohabbat Bade Kam Ki Chiz Hai, Kam Ki Chiz Hai