Jab Dukh Se Man Ghabra Jaaye, Har Or Nirasha Chha Jaaye Lyrics

Posted by & filed under , , , .

Album name:-Karm (1977)
Singer:- Mahendra Kapoor
Actor:- Rajesh Khanna
Lyricist :Anand Bakshi
Music By:-R D Burman

jab dukh se man ghabra jaye
har or nirasha cha jaye
jab dukh se man ghabra jaye
har or nirasha cha jaye
jab kiran ek abhilasha ka aati ho nahi najar
prarthana kar prarthana kar
jagat ke palan hari se
prarthana kar prarthana kar
hari om hari om hari om hari om
hari om

tu jan bujh koi pap na kar
ho jaye to paschatap na kar
tu jan bujh koi pap na kar
ho jaye to paschatap na kar
ye sab lila us ishwar ka
tu dhyan usi ka dhar
prarthana kar prarthana kar
jagat ke palan hari se
prarthana kar prarthana kar
hari om hari om hari om hari om
hari om

jisko na kisi ne dekha hai
wo ek karam ki rekha hai
jisko na kisi ne dekha hai
wo ek karam ki rekha hai
wo sab ka bhagya vidhata ha i
sabki hai use khabar
prarthana kar prarthana kar
jagat ke palan hari se
prarthana kar prarthana kar
hari om hari om hari om hari om
hari om

lyrics typed by : hanshu malik