Kal Ki Fikar Karega Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .

Album name:-Bhola Bhala (1978)
Singer:- Asha Bhosle
Actor:-Rajesh Khanna, Rekha
Lyricist :Anand Bakshi
Music By:-R D Burman

kal ki fikar karega jo wo diwana hoga
kal ki fikar karega jo wo diwana hoga
jindagi hai aaj ka din kal mar jana hoga
jindagi hai aaj ka din kal mar jana hoga
kal ki fikar karega jo wo diwana hoga
jindagi hai aaj ka din kal mar jana hoga
jindagi hai aaj ka din kal mar jana hoga

jine ka sokh hai to jindagi ko lut lo
jine ka sokh hai to jindagi ko lut lo
pine ka sokh hai sagar kisi ka chin lo
is jawani ki tarah ek kahani ki tarah
is jawani ki tarah ek kahani ki tarah
kal ye sagar hoga na ye mehkhana hoga
kal ye sagar hoga na ye mehkhana hoga
jindagi hai aaj ka din kal mar jana hoga
jindagi hai aaj ka din kal mar jana hoga

mil jate tum ye pyar hum na lutte
mil jate tum ye pyar hum na lutte
hum dil na todte to dil na tute
kya kare hum kya kare kya jiye hum kya mare
kya kare hum kya kare kya jiye hum kya mare
ye khilone tod ke dil bahlana hoga
ye khilone tod ke dil bahlana hoga
jindagi hai aaj ka din kal mar jana hoga
jindagi hai aaj ka din kal mar jana hoga
kal ki fikar karega jo wo diwana hoga
jindagi hai aaj ka din kal marna hoga
jindagi hai aaj ka din kal marna hoga