Kehta Hai Dil Mastana Lyrics

Posted by & filed under , .


Song: Kehta Hai Dil Mastana
Movie: Aankh Micholi
Singer(s): Kishore Kumar
Music By: Shankar-Jaikishan
Lyricist(s): Rajendra Krishan

Kehta hai dil mastana hoja kisika deewana
Pyar ke sahare do jahan se age chhota sa banale ashaina
Kehta hai dil mastana hoja kisika deewana
Are pyar ke sahare do jahan se age chhotasa banale ashiyana
Kehta hai dil mastana

Dil me jo pyar na basaya to jeene ka maza kya aya – (2)
Zindagi wani hai chhotisi kahani hai, ye rut ani jani ani jani hai
Kehta hai dil mastana hoja kisika deewana
Are pyar ke sahare do jahaan se age chhotasa banale ashiyana
Kehta hai dil mastana

Preet ke jo har na piroye to anmol din yuhi khoye – (2)
Ghari tal jayegi jawani dhal jayegi, to kali arjoo ki jal jayegi
Kehta hai dil mastana hoja kisika deewana
Are pyar ke shahare do jahan se age chhotasa banale ashiyana
Kehta hai dil mastana

Duniya me jab ham aye to pyar bhara dil sath laye – 2
Bagh ye bahar se hai zindagi pyar se hai, dil ko wasta to bas yar se hai
{kehta hai dil mastana hoja kisika deewana
Are pyar ke sahare do jahan se age chhotasa banale ashiyana}2x
Kehta hai dil mastana