name:-Main Nashe Mein Hoon (1959)
singer :Mukesh,
Actor:-Raj Kapoor,
Lyricist:-Hasrat Jaipuri
Music By:-Shankar Jaikishan
kisi nargisi nazar ko dil denge ham
kaali zulfo ke saaye me dam lenge ham
ai hasin tere har sitam sahenge ham
aa bhi jaa ki teri raah me khade hai ham
kisi nargisi nazar ko dil denge ham
kaali zulfo ke saaye me dam lenge ham
ai hasin tere har sitam sahenge ham
aa bhi jaa ki teri raah me khade hai ham
kisi nargisi nazar ko dil denge ham
jab nazar milaayegi shok dilruba
bina piye hi chhaayega ham pe nasha
hans ke gul khilaayegi uski har ek ada
ham kahenge jaan-e-man tujhpe ham fida
kisi nargisi nazar ko dil denge ham
kaali zulfo ke saaye me dam lenge ham
ai hasin tere har sitam sahenge ham
aa bhi jaa ki teri raah me khade hai ham
kisi nargisi nazar ko dil denge ham
ham zarur paayenge ek nayi bahaar
kam nahi jahaan me husn vaale hai hazaar
kar rahe hain aaj ham jiska intazaar
khud chali aayegi vo ho ke beqaraar
kisi nargisi nazar ko dil denge ham
kaali zulfo ke saaye me dam lenge ham
ai hasin tere har sitam sahenge ham
aa bhi jaa ki teri raah me khade hai ham
kisi nargisi nazar ko dil denge ham
us pari ke saath kahi dur jaayenge
dhadkano ki lay pe ham git gaayenge
jalne vaale dekh ke jal hi jaayenge
ham nahi kisi se kam ye dikhaayenge
kisi nargisi nazar ko dil denge ham
kaali zulfo ke saaye me dam lenge ham
ai hasin tere har sitam sahenge ham
aa bhi jaa ki teri raah me khade hai ham
kisi nargisi nazar ko dil denge ham
kaali zulfo ke saaye me dam lenge ham
ai hasin tere har sitam sahenge ham
aa bhi jaa ki teri raah me khade hai ham
kisi nargisi nazar ko dil denge ham