Album name :- Phool Aur Patthar (1966)
Singer :- Mohammed Rafi
Actors :- Dharmendra
Lyricist :- Shakeel Badayuni
Music :- Ravi
Mere Dil Ke Andar Chalati Hai Khanjar
Bachalo Mujhe Us Najar Se Bachalo
Bachalo Mujhe Us Najar Se Bachalo
Bachalo Mujhe Us Najar Se Bachalo
Ha Kadam Jindagi Ke Bahakane Lage Hai
Are Mai Gira Koi Mujhko Sambhalo
Are Mai Gira Koi Mujhko Sambhalo
Mere Dil Ke Andar Chalati Hai Khanjar
Bachalo Mujhe Us Najar Se Bachalo
Bachalo Mujhe Us Najar Se Bachalo
Ye Lamba Sa Kad Ye Lachakdar Bahe
Ye Tapta Badan Ye Pighalti Nigahe
Ye Lamba Sa Kad Ye Lachakdar Bahe
Kuch Sunau To Badi Muskil Hai
Kuch Sunau To Badi Muskil Hai
Or Chupau To Adi Muskil Hai
Muh Ko Feru To Kayamat Aaye
Ye Lamba Sa Kad Ye Lachakdar Bahe
Ye Tapta Badan Ye Pighalti Nigahe
Kahi Meri Dunia Jala De Na Jalim
Magar Ye Shola Mere Samne Se Hatalo
Ye Shola Mere Samne Se Hatalo
Hatalo Bachalo Hatalo Bachalo
Ye Shola Mere Samne Se Hatalo
Bachalo Mujhe Us Najar Se Bachalo
Mai Khuskismati Se Yaha Aa Gaya Hu
Mai Khuskismati Se Yaha Aa Gaya Hu
Tamanna Thi Jinki Unke Pa Gaya Hu
Tamanna Thi Jinki Unke Pa Gaya Hu
Mai Khuskismati Se Yaha Aa Gaya Hu
Tamanna Thi Jinki Unke Pa Gaya Hu
Fir Mujhe Jindagi Kya Pyar Mila
Fir Mujhe Jindagi Kya Pyar Mila
Dhundhta Tha Jise Wo Yar Mila
Unke Milne Se Aayi Aisi Bahar
Jaise Virane Me Guljar Khila
Mai Khuskismati Se Yaha Aa Gaya Hu
Tamanna Thi Jinki Unke Pa Gaya Hu
Jamane Ki Khushiyo Mere Pas Aao
Utho Aaj Mujhko Gale Se Lagalo
Utho Aaj Mujhko Gale Se Lagalo
Utho Aaj Mujhko Gale Se Lagalo
Utho Aaj Mujhko Gale Se Lagalo
Utho Aaj Mujhko Gale Se Lagalo
Meri Ja Bharke Najar Dekho To
Mai Tumhara Hu Idhar Dekho To
Khel Hai Ye Sab Tumhari Khatir
Apne Aashik Ka Jigar Dekho To
Tum Meri Jan Bhi Iman Bhi Ho
Tum Hi Ummid Bhi Arman Bhi Ho
Janta Hu Mai Tumhare Dil Ko
Tum Mere Ishk Pe Kurban Bhi Ho
Badi Khubsurat Ho Tum Haye Haye
Kahi Tumko Meri Najar Lag Na Jaye
Chupalo Mujhe Apne Dil Me Chupalo
Chupalo Mujhe Apne Dil Me Chupalo
Chupalo Mujhe Apne Dil Me Chupalo