Mohammad Shah Rangile Re Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

Album name:-Nadir Shah (1968)
Singer:-Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi
Actor:-Naaz, Feroz Khan
Lyricist:-Majrooh Sultanpuri
Music By:-S N Tripathi

muhammad shah rangeeley re
muhammad shah rangeeley re
sajna
tum bin main ka
ab din ratiyaan
kachhu na suhaawe
muhammad shah rangeeley re
muhammad shah rangeeley re
sajna
tum bin main ka
ab din ratiyaan
kachhu na suhaawe
muhammad shah rangeeley
agar nikal ke teri bazm se kahin chaliye
aaa aaa
agar nikal ke teri bazm se kahin chaliye
to baar baar ye kehta hai dil
wahin chaliye
ho o o o o
isi liye to ye mehfil sajaaye baithhe hain
isi liye to ye mehfil sajaaye baithhe hain
ke ham charaag nahin dil jalaaye baithhe hain
aaa aaa aaa aaa
muhammad shah rangeeley re
sajna
tum bin main ka
ab din ratiyaan
kachhu na suhaawe
muhammad shah rangeeley
ye baat kyaa hai ki dil jab se teri chaah mein hai
ye baat kyaa hai ki dil jab se teri chaah mein hai
kahin wo rang nahin
jo teri niagaah mein hai
aa
meri nazar mein nahin qatl o khoon ke afsaane
meri nazar mein nahin qatl o khoon ke afsaane
chhalak rate hain yahaan
rang o boo ke paimaane
aaa aaa aaa
muhammad shah rangeeley re
sajna
tum bin main ka
ab din ratiyaan
kachhu na suhaawe
muhammad shah rangeeley
idhar na dekhoge kab tak sajan kaho to sahee
aaa
idhar na dekhoge kab tak sajan kaho to sahee
lagi huyi hai ye kiski lagan
kaho to sahee
aaa
main dhoondhta hoon wo ek geet
zindagi ke liye
main dhoondhta hoon wo ek geet
zindagi ke liye
ke zindagi bane sangeet aadmi ke liye
aaa aaa aaa
muhammad shah rangeeley re
sajna
tum bin main ka
ab din ratiyaan
kachhu na suhaawe
muhammad shah rangeeley