name:-Sangam (1964)
singer :Mukesh
Actor:-Raj Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Kumar
Lyricist:-Hasrat Jaipuri
Music By:-Shankar Jaikishan
o mehbooba, o mehbooba
tere dil ke paas hi hai meri manzil-e-maksood

voh kaun si mehfil hai jahan tu nahin maujood

kis baat pe naraz ho, kis baat ka hai gham
kis soch me doobi ho tum, ho jaayega sangam

guzru main idhar se kabhi, guzru main udhar se
milta hai har ek raasta jaa kar tere ghar se

baaho ke tujhe haar main pehnaaunga ek din
sab dekhte reh jaayenge, le jaaunga ek din