Pardesiyon Se Na Ankhiyan Milana Lyrics

Posted by & filed under , , .

Album: Jab Jab Phool Khile (1965)
Singer: Mohammed Rafi
Actor: Shashi Kapoor

Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon ko hain ek din jana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon se na akhiyan milana

Sach hi kaha hain panchi inko
Sach hi kaha hain panchi inko
Raat ko thehere to ud jaye din ko
Raat ko thehere to ud jaye din ko
Aaj yaha kal waha hain thikana

Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon se na akhiyan milana

O, baagon mein jab jab phool khilenge
Baagon mein jab jab phool khilenge
Tab tab yeh harjaai milenge
Tab tab yeh harjaai milenge
Gujarega kaise patjhad ka zamana

Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon ko hain ek din jana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon se na akhiyan milana