Album name:-Aap Ki Khatir (1977)
Singer : Lata Mangeshkar, Bappi Lahiri
Actor:- Vinod Khanna, Rekha
Lyricist:-Shaily Shailendra
Music By:-Bappi Lahiri
pyara ek banagla ho bangle me gadi ho
gadi me mere sang balama anari ho
pyara ek banagla ho bangle me gadi ho
gadi me mere sang balama anari ho
duniya fir hum se jalegi jhuk ke humako salaam karegi
pyara ek banagla ho bangle me gadi ho
gadi me mere sang balama anari ho
sare jaha ki khushiya saiya pe vaar dungi
jo de sake na koi itna pyar dungi
naukara ke hote khana khud banau
chay bhi apne hatho se pilau
pyara ek banagla ho bangle me gadi ho
gadi me mere sang balama anari ho
garmi ke din jo ho to kasmir chale jaye o o
garmi ke din jo ho to kasmir chale jaye
rangeen vadiyo me ja ke kho jaye
jarno ki tarah hum jhume nache gaye
aur phulo ke sang hum bhi muskuraye
pyara ek banagla ho bangle me gadi ho
gadi me mere sang balama anari ho
barish ka ho jo mausam chata laal le lun
chhta jo bhi uddh jaye pani me khelun
bijali jo chamke mai darr jaau
saiyaa ji ki baho me mai chhup jaau
pyara ek banagla ho bangle me gadi ho
gadi me mere sang balama anari ho
duniya fir hum se jalegi jhuk ke humako salaam karegi
pyara ek banagla ho bangle me gadi ho
gadi me mere sang balama anari ho