Ruk Jaana Nahin Lyrics

Posted by & filed under , .

Album name:- Imtihaan (1974)
Singer :- Kishore Kumar.
Performer:- Khanna.

Ruk Jaana Nahin

Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanton pe chalke milenge saayen bahar ke
Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanton pe chalke milenge saayen bahar ke

O rahin o rahin, o rahin o rahin
O rahin o rahin, o rahin o rahin

Suraj dekh ruk gaya
Tere aagey zuk gaya hain
Suraj dekh ruk gaya
Tere aagey zuk gaya hain

Jan kabhi aise koi mastana
Nikle hain apni dhoon mein deewana
Shaam suhani ban jate hain
Din intezaar ke

O rahin o rahin, o rahin o rahin

Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanton pe chalke milenge saayen bahar ke
O rahin o rahin, o rahin o rahin