Album name:-Meet Mere Man Ke (1991)
Singer: Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Actor:-Ayesha Jhulka, Feroz Khan, Puneet Issar, Salma Agha
Lyricist:-Ravindra Rawal
Music By:-Babul Bose
sadiyo ka hai silsila pehchan ye purani hai
sadiyo ka hai silsila pehchan ye purani hai
duniya ke gulshan me aaye bahar banke
meet mere man ke ho meet mere man me
sadiyo ka hai silsila pehchan ye purani hai
sadiyo ka hai silsila pehchan ye purani hai
duniya ke gulshan me aaye bahar banke
meet mere man ke ho meet mere man me
tadapaya milne se pehle hame, milke bhi tarasaya tumne sanam
paavo me zanjir thi sharm ki, chaha magar badh sake na kadam
ab na rahi wo duri khatm hui majburi, mil hi gaye aaj ham
duniya ke gulshan me aaye bahar banke
meet mere man ke ho meet mere man me
saye me jiske mile tumse ham, aisi hi barsat thi sham ki
moti ki jo bund tan pe padi, layi khushi ka wo paigaam thi
mastane mausam ki pyar bhari wo chitthi, deewano ke naam thi
duniya ke gulshan me aaye bahar banke
meet mere man ke ho mit mere man me
shakho pe jaise naye gul khile, ham bhi naye rup me yu mile
khushbu na badli kabhi pyar ki, bante rahe pyar ke silsile
ulfat ki raho me manzil ki chaho me, badhte rahe kafile