Tere Mere Pyar Ka Dushman Jamana Ho Gaya Lyrics

Posted by & filed under , , , .

Album name:-Mohabbat Ki Kasam (1986)
Singer:-Shabbir Kumar,
Actor:-Rajesh Khanna,
Lyricist:-Kulwant Jani
Music By:-Kamalkant

tere mere pyar ka dusman
jamana ho gaya
jine ka sahara tha jo marne
ka bahana ho gaya
haye marne
ka bahana ho gaya
tere mere pyar ka dusman
jamana ho gaya
jine ka sahara tha jo marne
ka bahana ho gaya
haye marne
ka bahana ho gaya

pathar dil ye duniya hai
kon sune friyas yaha
daulat vale jeet gaye
dil vale barbad yaha
dil vale barbad yaha
hato ki lakiro ka
hato ki lakiro ka
jhutha fasana ho gaya
jine ka sahara tha jo marne
ka bahana ho gaya
haye marne
ka bahana ho gaya

aankho me to aansu hai
dard ki gar me palta hai
ye apni kismat hai
sawan me ghar jalta hai
sawan me ghar jalta hai
dil tera mera haye
dil tera mera haye
ghmo ka nisana ho gaya
jine ka sahara tha jo marne
ka bahana ho gaya
haye marne
ka bahana ho gaya

lyrics type by : sushma deshwal