Album name:-Nagin (1976)
Singer: Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar
Actor:-Feroz Khan, Mumtaz
Lyricist:-Varma Malik
Music By:-Laxmikant Pyarelal
hafte mahine barso nahi sadiyo se hai ye puraane
tere mere yarane ho, tere mere yarane ho ho ho ho
galiya nagar gaaw basti nahi, saari duniya hi ye jane
tere mere yarane ho, tere mere yarane ho ho ho ho
hafte mahine barso nahi sadiyo se hai ye puraane
tere mere yarane ho, tere mere yarane ho ho ho ho
naino ke kajal se paav ki payal se julfo ke aanchal se puchho

apni adao se in gori baho se tirchhi nigaho se puchho, kya
mujhe har janam me mila sath tera bite hai kitne jamane
tere mere yarane ho, tere mere yarane ho ho ho ho
galiya nagar gaav basti nahi, sari duniya hi ye jane
tere mere yarane ho, tere mere yarane ho
kali ghatao ne udati fijao ne mehaki hawao ne dekha

chanda ke ghero ne gehare andhero ne
chadate savero ne dekha, kya
sabne hai jana pehchana ye mana tu mane ya na mane
tere mere yarane ho, tere mere yarane ho ho ho ho
hafte mahine barso nahi sadiyo se hai ye purane
tere mere yarane ho, tere mere yarane ho ho ho ho
aankho me sapne lage hai tadapane khayalo me tasvir teri

khud ko bhula ke tere pas aake kahti hai takdir meri
meri mohabbat aur teri vafa ke bante rahenge fasane
tere mere yarane ho, tere mere yarane ho ho ho ho
hafte mahine baraso nahi sadiyo se hai ye puraane
tere mere yarane ho, tere mere yarane ho
tere mere yarane ho, tere mere yarane ho
tere mere yarane ho