Teree Aankhon Kee Chaahat Me Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

Album name:-Janta Hawaldar (1979)
Singer:-Anwar
Actor:-Rajesh Khanna
Lyricist :Anand Bakshi
Music By:-Laxmikant Pyarelal

teri aankho ki chahat me
to mai sabkuch luta dunga
teri aankho ki chahat me
to mai sabkuch luta dunga
mohabbat kaise ki jati hai
mohabbat kaise ki jati hai
duniya ko dikha dunga
teri aankho ki chahat me

tere najuk hasin kadamo
ke niche humsafar mere
o humsafar mere
jaha hoga koyi kanta
jaha hoga koyi kanta
waha mai dil bicha dunga
teri aankho ki chahat me

tamanna hai ke roshan ho
teri duniya teri mahafil
tamanna hai ke roshan ho
teri duniya teri mahafil
teri duniya teri mahafil
ujala mil sake tujhko
to mai ghar bhi jala dunga
teri aankho ki chahat me

bahar aur chij kya hai
phul kaliya kisko kahate hai
ki kaliya kisko kahate hai
lahu mera salamat mai
lahu mera salamat mai
tera jivan saja dunga
teri aankho ki chahat me
to mai sabkuch luta dunga
mohabbat kaise ki jati hai
mohabbat kaise ki jati hai
duniya ko dikha dunga
teri aankho ki chahat me

baharo cheekh kya hai
kaliya kis ko kahte hai
ki kaliya kis ko kahte hai

lahu mera salamat rahe
lahu mera salamat rahe
ki mai tera jivan saja dunga

lyrics type by : priya bhati