name:-Prince (1969)
singer:-Lata Mangeshkar
Actor:-Shammi Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Nath
Lyricist : Hasrat Jaipuri
Music By: Shankar Jaikishan
thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye
haaye jawaani deewaani
ho thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye
haaye jawaani deewaani
pankh binaa ye udti jaaye
haaye jawaani deewaani
ho thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye
haaye jawaani deewaani
rang-e-jawaani
taubaa re taubaa
rang-e-jawaani
taubaa re taubaa
kitni suhaani
taubaa re taubaa
ho kitni suhaani
taubaa re taubaa
dil ki umangen kyaa batlaaun
dil ki umangen kyaa batlaaun
kitni toofaani
taubaa re taubaa
haan kitni toofaani
taubaa re taubaa
jisko dekhe dekhe hi jaaye
haaye jawaani deewaani
ho thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye
haaye jawaani deewaani
baanki adaayen
haay re ghazab
baanki adaayen
haay re ghazab
bahki nigaahen
haay re ghazab
haan bahki nigaahen
haay re ghazab
koyi rangeelaa saathi mil jaaye
koyi rangeelaa saathi mil jaaye
lab pe duaayen
haay re ghazab
lab pe duaayen
haay re ghazab
manzil manzil dhoom machaaye
haaye jawaani deewaani
ho thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye
haaye jawaani deewaani
dil mein kasak
daiyaa re daiyaa
dil mein kasak
daiyaa re daiyaa
phool si mahak
daiyaa re daiyaa
haan phool si mahak
daiyaa re daiyaa
baat kare to ras barsaaye
baat kare to ras barsaaye
chaal mein lachak
daiyaa re daiyaa
haan chaal mein lachak
daiyaa re daiyaa
khud ko dekhe aur sharmaaye
haaye jawaani deewaani
ho thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye
haaye jawaani deewaani
pankh binaa ye udti jaaye
haaye jawaani deewaani
ho thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye
haaye jawaani deewaani