Wada Nahi Karte Kisi Se Lyrics

Posted by & filed under , , , , , , .

Album name:-Prem Bandhan (1979)
Singer:-Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Actor:-Rekha, Rajesh Khanna
Lyricist :-Anand Bakshi
Music By:-Laxmikant Pyarelal

kise kehte hai shikwa or kise fariyad kehte hai
nahi saheb nahi humko mubarak
baat kehte hai

sitam bhi apka kuch kam nahi hai
ik nawazish hai
magar hum badnaisbo ki
magar hum badnaisbo ki
fakat itni gujarish hai
gujarish hai gujarish hai
ke wada nahi nahi nahi
wada nahi nahi nahi wada nahi
aahe nahi nahi wada nahi karte kisi se
wada nahi wada nahi karte kisi se
wada nahi karte hai to nibhate hai
bhai wada nahi karte kisi se wada nahi
wada kisi se karna wada kisi se karna or
ho kisi ka jana jana wada nahi karte kisi se
wada nahi

wada kisi se karna or ho kisi ka jana
ye kam nahi hai jalim jalim dastur
ashiqana wada nahi karte
kisi se wada nahi
karte hai to nibhate hai bhai wada
nahi wada nahi karte kisi se wada nahi
karte kisi se wada nahi

ye kissa hai purana gaya guzra zamana
kabhi tum the humare kabhi hum the tumahre
hui gairo si yari jagah thi jo humari
vo tumne cheen li hai badi toheen ki hai
kinare lake duboye hame tumne duboya
agar yahi wafa hai magar hui khata hai
hui ye bhul hamse hame marna tha gamse
zinda agar rahenge duniya se ye kahenge
mar jana zehar kha ke lekin na dil lagana
o jana wada nahi karte kisi se wada nahi
karte hai to nibhate hai bhai wada nahi
karte kisi se wada nahi
nahi nahi wada nahi karte kisi se wada nahi
sabab humne na jana bana kar tum bahana
taluk tod aye shehair vo chod aye
nai duniya basa li nai mehfil saja li
khabar bhi di na chithi bani sab fool miti
tumahri berukhi se sharafat ki kami se
hua ye pyar ruswa sare bazar ruswa
nazar humse milao kare hum kya batao
sajde me sar jhukaya rutha khuda manaya
tum ase humse ruthe ruthe mushkil hua manana
wada nahi karte kisi se wada nahi
nahi nahi wada nahi karte kisi se wada
nahi nahi nahi wada nahi karte kisi se wada nahi
nahi nahi wada nahi karte kisi se wada nahi

lyrics typed by : shristy sharma