Album name :- Aaye Din Bahaar Ke (1966)
Singer :- Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Actors :- Asha Parekh, Dharmendra
Lyricist :- Anand Bakshi
Music :- Laxmikant Pyarelal
Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile
Intazaar Intazaar Intazaar Karo Intazaar Karo
Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile
Intazaar Intazaar Intazaar Karo Intazaar Karo
Intazaar Woh Bhala Kya Kare Tum Jise
Beqaraar Beqaraar Beqaraar Karo Intazaar Karo
Pyaar Mein Pyaar Ki Bhi Ijaazat Nahin
Pyaar Mein Pyaar Ki Bhi Ijaazat Nahin
Berukhi Hai Aji Ye Mohabbat Nahin
Aa Raha Hai Maza Tum Shikaayat Yahi
Baar Baar Baar Baar Baar Baar Karo Intazaar Karo
Intazaar Woh Bhala Kya Kare Tum Jise
Beqaraar Beqaraar Beqaraar Karo Beqaraar Karo
Husn Pe To Asar Hone Waala Nahin
Husn Pe To Asar Hone Waala Nahin
Ishq Tum Ko Na Kar De Diwaana Kahin
Hai Ye Diwaangi Bhi Qubool Tum Agar
Hamse Pyaar Hamse Pyaar Hamse Pyaar Karo
Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile
Intazaar Intazaar Intazaar Karo Intazaar Karo
Roz Hamne Baiyaan Ye Fasaana Kiya
Roz Hamne Baiyaan Ye Fasaana Kiya
Roz Tumne Naya Ek Bahaana Kiya
Ye Bahaana Magar Aakhri Hai Sanam
Aitbaar Aitbaar Aitbaar Karo Intazaar Karo
Intazaar Woh Bhala Kya Kare Tum Jise
Beqaraar Beqaraar Beqaraar Karo Beqaraar Karo
Intazaar Intazaar Intazaar Karo Intazaar Karo
Hamse Pyaar Hamse Pyaar Hamse Pyaar Karo Intazaar Karo