name:-Preetam (1971)
singer:-Manna Dey
Lyricist:Rajinder Krishan
Music By: Shankar Jaikishan
yenada idd aisi kisi hajjam ki kismat na ho khoti
kachi ki kamai ki jal ki roti
ye dunia se hua yar insaf safa chat
yar insaf safa chat
ab dekhiye hua sansar safa char
sansar safa char
sansar safa char
ye dunia se hua yar insaf safa chat
yar insaf safa chat
safa chat safa chat
dunia me agar koi bhi hazzam na hota
sab dadiya rakhte koi gulfam na hota
mashur jamane me hai jo hitlar ki muche
kaichi na hoti agar to ye nam na hota
mashur jamane me hai jo hitlar ki muche
kaichi na hoti agar to ye nam na hota
ye dunia se hua yar insaf safa chat
yar insaf safa chat
safa chat safa chat
akrte nahi mucho ko asmajhdar safa chat
aji baithi dekhiye hota hai
sansar safa char
sansar safa char
ye dunia se hua yar insaf safa chat
yar insaf safa chat
safa chat safa chat
ab chand pe insan laga aaya jhanda
upar se ye dharti bhi
najr aati hai anda
bekar gaye chand pe likhe hue gane
kawiyo ke hi sar par pada bhagwan ka danda
ab chand pe insan laga aaya jhanda
upar se ye dharti bhi
najr aati hai anda
bekar gaye chand pe likhe hue gane
kawiyo ke hi sar par pada bhagwan ka danda
ayiyo kar dala poonam ka tyohar safa chat
aji baithi dekhiye hota hai
sansar safa char
sansar safa char
ye dunia se hua yar insaf safa chat
yar insaf safa chat
safa chat safa chat
roji ke liye pahle bahate the pasina
ab lahkpati hone me alge ek mahina
sarkar ne jo khola hai jo ye lotryu system
number kahi lag jaye to fir jina hai jina
roji ke liye pahle bahate the pasina
ab lahkpati hone me alge ek mahina
sarkar ne jo khola hai jo ye lotryu system
number kahi lag jaye to fir jina hai jina
lyrics typed by : hanshu malik