name:-Dharam Karam (1975)
singer:-Kishore Kumar
Actor : Randhir Kapoor,
Lyricistv :Majrooh Sultanpuri
Music By:-R D Burman
nahi samjhi re tu ek sidha sawal
samjhata hu mai tujhe dekar misal
hey bat thi yaar ek ber ki
bad ke ho gayi sawa sher ki
arey bad ke ho gayi sawa sher ki
bat thi yaar ek ber ki
bad ke ho gayi sawa ser ki
arey bad ke ho gayi sawa sher ki
jaise kairi se aam ban badne ke bad
jaise badti hai gend hawa bharne ke bad
jaise ek bund utha liye mirzo ki shan
jaise ek bulbula bade gumbad saman
jaise nikle hai bamb koi dharti ko fod
jaise jwalamukhi uthe parwat ko tod
jaise aanchal tale jale do do misal
jaise badal ke bich do do chanda ke thal
arey jaise jaise chhoti dulhan
nahi doli samaye
waise gori ka ang nahi choli samaye
hey bat thi yaar ek ber ki
badh ke ho gayi sawa sher ki
ha bad ke ho gayi sawa sher ki
hai tere pas kya ye mere dil se puchh
mere dil se nahi sari mahfil se puchh
ye jo ang daiya leke tufa utha
aye arey insaan to kya devta dol jaye
ghabrao nahi zara samjho hujur
ye hai maula ki den ye hai data ka nur
pade in pe nahi buri nazaro ki dhul
ye hai puja ke fal ye hai mandir ke phul
arey dali oo dali tan ki tere gulista ho gayi
ari oo bawari tu jawa ho gayi
bat samjhne me badi der ki
bad ke ho gayi sawa sher ki
arey bat samjhne me badi der ki
bad ke ho gayi sawa sher ki
ye bat thi yaar ek ber ki
bad ke ho gayi sawa sher ki
arey badh ke ho gayi sawa sher ki ha