Album name:-Naukri (1978)
Singer:-Manna Dey, Kishore Kumar
Actor:-Rajesh Khanna
Lyricist :Anand Bakshi
Music By:-Anand Bakshi
dunia me jine ka mujhe shok tha
khane or pine ka mujhe shok tha
dunia me jine ka mujhe shok tha
khane or pine ka mujhe shok tha
marna bhal kisko manzur tha
lekin mai e dost majbur
gori hakumat thi kale gulam
bacho ye badshaho ke naam
mai khudkhushi kar gaya
mai is tarah mar gaya
mai khudkhushi kar gaya
mai is tarah mar gaya
kamjor tha ab mai majbut hu
tab aadami tha mai ab bhut hu
tab ghar se chalte the jhande liye
girte sambhalte jhande liye
des bhagato ki vo toliya
sine pe jinke lagi goliya
mai moat se dar gaya
mai is tarah mar gaya
vo saye gulami se bhi hai buri
kah ti hai dunia jise mufali si
ghar me jarurat ki thi chize na thi
patlun thi to kamije na thi
har farz har karz ko choad kar
dariya pe mai aa gaya dhoud kar
dunia se dil bhar gaya
mai dub kar mar gaya
dunia se dil bhar gaya
mai dub kar mar gaya
is gam se chhati me fat gayi
ye tang bhi jung me kat gayi
maa ka bahut hi dulara tha mai
bhai behan ka bhi pyara tha mai
par pet bharte nahi pyar se
nikala mai kuch bazar se
to vapas na mai ghar gaya
mai dub kar mar gaya
lyrics typed by : ruby singh