Album name:-Bandish (1980)
Singer:-Kishore Kumar, Asha Bhosle
Actor:-Hema Malini, Rajesh Khanna
Lyricist :-Anand Bakshi
Music By:-Laxmikant Pyarelal
rang bhare mosam se rang churake
rang bhare mosam se rang churake
aa dekhu teri mang me sindur saza ke, sindur saza ke
rang bhare mosam se rang churake
aa dekhu teri mang me sindur saza ke, sindur saza ke
rang bhare mosam se rang churake
aa dekhu piya mai teri tasvir bana ke, tasvir bana ke
rang bhare mosam se rang chura ke
mai betab bad hu mai bechain badi hu
mai betab bad hu mai bechain badi hu
rasta dekh raha hu me tayyar khadi hu
ji kahi lagta nahi, kuch mere bas me nahi
le chal mujhe doli me bitha ke, doli me bitha ke
rang bhare mosam se rang churake
aa dekhu teri mang me sindur saza ke, sindur saza ke
rang bhare mosam se rang churake
sab kuch soch liya kya, jaan de di to jiya kya
ho sab kuch soch liya kya, jaan de di to jiya kya
tune mujhko diya kya, mere pas raha kya
lut liya is tarah ye to kaho kis tarah
bas gayi aankho me tu nind uda ke, meri nind uda ke
rang bhare mosam se rang churake
aa dekhu piya mai teri tasvir bana ke, tasvir bana ke
rang bhare mosam se rang churake
jab tak jaan rahegi tab tak sath jiyenge
jab tak jaan rahegi tab tak sath jiyenge
jab tak prit rahegi tab tak pyar karenge
oo zindagi ke naam se har kisi ke samne
ye wada kiya maine kasam teri utha ke, kasam teri utha ke
rang bhare mosam se rang churake
aa dekhu teri mang me sindur saza ke
aa dekhu piya mai teri tasvir bana ke, tasvir bana ke
rang bhare mosam se rang churake