Album name:-Rakhwala (1971)
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Actor:-Dharmendra, Leena Chandavarkar, Vinod Khanna
Lyricist:-Hasrat Jaipuri
Music By:-Kalyanji Anandji
rok lo apni mast angadayi, dono alam na tut jaye kahi
aasmaa ke hasin hatho se, chand suraj na chhut jaye kahi
dil ne dil se najane kaya kaha, tere nain mere nain dekhte rahe
ho tere nain mere nain dekhte rahe
bato bato me na jane kya hua, tere nain mere nain dekhte rahe
ho tere nain mere nain dekhte rahe
in baharo ne in baharo ne, dulhan banaya tujhe
or kirno ka jewar pahnaya tujhe, sari kaliyo ne milkar sajaya tujhe
pyar se hamne jhula jhulaya tujhe
aaya mausam aaya mausam jawa pyar ka, tere nain mere nain dekhte rahe
ho tere nain mere nain dekhte rahe
bato bato me na jane kya hua, tere nain mere nain dekhte rahe
ho tere nain mere nain dekhte rahe
teri baho ka teri baho ka, aisa sahara mila
jaise tufa me koi kinara mila, mere hatho ko daman tumhara mila
jaise nadiya ki sagar ka dhara mila
dil khusi se
dil khusi se machalne laga ho, tere nain mere nain dekhte rahe
ho tere nain mere nain dekhte rahe
bato bato me na jane kya hua, tere nain mere nain dekhte rahe
ho tere nain mere nain dekhte rahe
tere jalwo se tere jalwo se, roshan najare nahi
in najro me tere isare nahi, nile mabar par jab tak sitare rahe
tum hamare raho hum tumhare rahe
dil ne dil se najane kaya kaha, tere nain mere nain dekhte rahe
ho tere nain mere nain dekhte rahe
bato bato me na jane kya hua, tere nain mere nain dekhte rahe
ho tere nain mere nain dekhte rahe