Song: Dar Naa Mohabbat Karle
Movie: Andaz – 1949
Singer(s): Lata Mangeshkar, Shamshad Begum
Music By: Naushad
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Translation: Available
Dar naa mohabbat karle -2, ulfat se jholi bhar le
Dooniya hai char din kee, jee le chahe mar le
Ho dar naa mohabbat karle, dar naa mohabbat karle
Dooniya fani, too bhi fani, leta ja ulfat kee nishani
Do lafzo kee ek kahani, ek mohabbat ek jawani
Yad isse too karle – (2)
Dar naa mohabbat karle – (2)
Dooniya toh kato kaa ek ban hain
Aur ulfat phulo kaa chaman hain
Kar le wahi jo dil kee lagan hain
Soch naa manjil dil kee kathan hain
Ho dil kee kathan hain
Iss manjil se gujar le – (2)
Dar naa mohabbat karle – (2)
Ulfat se jholi bhar le
Dooniya hai char din kee, jee le chahe marr le
Ho dar naa mohabbat karle, dar naa mohabbat karle
Kehna jo tune mera naa mana, pichhe padega phir pachhtana
Dekhle apna karle thikana
Yeh hai mohabbat woh hai jamana, woh hai jamana
Hass le ya ahen bhar le – (2)
Dar naa mohabbat karle – (2)