Film: Mere Humdum Mere Dost (1968)
Chhalkayen jaam aaiye aapki
Aankhon ke naam, hoton ke naam
Chhalkayen jaam aaiye aapki
Aankhon ke naam, hoton ke naam
Aankhon ke naam, hoton ke naam
Phool jaise tan pe jalwe
Yeh ragon buke, yeh rangon buke
Aaj jaam-e-mai uthe in
Hoton ko chuke, hoton ko chuke
Lachkaiye shakir badan
Mehekaiye zulfonke shaam
Chhalkayen jaam aaiye aapki
Aankhon ke naam, hoton ke naam
Aaphi ka naam lekar
Pee hain sahi ne, pee hain sabhi ne
Aap par dhadak rahe hain
Pyalonke seene, pyalon ke seene
Yaha ajnabi, koi nahi
Yeh hain aapki mehefil tamam
Chhalkayen jaam aaiye aapki
Aankhon ke naam, hoton ke naam
kaun har kisi ki bahe
Baahon mein dale, bahon mein dale
Jo nazar nasha pilaye
Wohi sambhale, wohi sambhale
Duniya ko ho auron ki dhun
Humko to hain saakisakam
Chhalkayen jaam aaiye aapki
Aankhon ke naam, hoton ke naam
Chhalkayen jaam aaiye aapki
Aankhon ke naam, hoton ke naam
Aankhon ke naam, hoton ke naam