Album: Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
Aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hain
Mera dil machal gaya to mera kya qusoor hain

Aap ke nigah ne kaha to kuch zaroor hain

Khuli laton ki chaao mein khila khila yeh roop hain

Ghata se jaise chan rahi subah subah ki dhoop hain
Jidhar nazar mudi, jidhar nazar mudi
Jidhar nazar mudi udhar suroor hi suroor hain
Mera dil machal gaya to mera kya qusoor hain
Aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hain
Mera dil machal gaya to mera kya qusoor hain
Jhuki jhuki nigah mein bhi hain bala ki shokiyan

Dabi dabi haseen mein bhi tadap rahi hain bijliya
Shabab aapka, shabab aapka
Shabab aapka nashe mein khud hi chur hi chur hain
Mera dil machal gaya to mera kya qusoor hain
Aap ke nigah ne kaha to kuch zaroor hain
Mera dil machal gaya to mera kya qusoor hain
Jaha jaha pde kadam waha fizaa badal gayi

Ke jaise sarbasar bahar aap hi mein dhal gayi
Kisi mein yeh kashish, kisi mein yeh kashish
Kisi mein yeh kashish kaha jo aap mein huzoor hain