Album name :- Insaan Jaag Utha (1959)
Singer :- Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Actors :- Madhubala, Sunil Dutt
Lyricist :- Shailendra
Music :- Sachin Dev Burman
Mehnatkash Insan Jag Utha Lo Dharti Ke Khwab Jage
Bhai Wah Wah Wo Mitti Sona Ho Jaye
Jisme Hamara Hath Lage Bhai Mehnat Ka Are Khel Hai Sara
Mehant Ka Sacha Hai Sahara Mehnat Ka Apna To Hai Nara
Mehant Ka Mehnatkash Insan Jag Utha
Dani Kudrat Sab Kuch Degi Ye Nahi Dina Hina
Rah Ke Parwat Bah Jayenge Baha Ke Dekh Pasina

Ped Ke Niche Leta Murkh Aam Aam Chilaye
Lekin Dal Pe Lap Jo Pahucha Aam Usi Ne Khaye

Mehant Ka Sacha Hai Sahara Meghanat Ka Apna To Hai Nara
Mehant Ka Mehnatkash Insan Jag Utha
Kya Koi Dega Kab Tak Dega Hath Hum Kyu Failaye
Kyu Na Is Mitti Se Hum Sapno Ka Mahal Uthaye