Album: Shagird (1967)
Woh hain zara khafa khafa
To nain yun churaye hain ke ho, ho, ho
Woh hain zara khafa khafa
To nain yun churaye hain ke ho, ho, ho
Na bol du to kya karu
Vo hans ke yun bulaye hain ke ho, ho, ho
Hans rahi hai chandani
Machal ke ro na du kahi
Aise koi ruthata nahi
Yeh tera khayaal hai
Kareeb aa mere hansi
Mujhko tujhse kuch gila nahi
Baat yun banaye hain ki o, ho, ho
Woh hain zara khafa khafa
To nain yun churaye hain ke ho, ho, ho
Phool ko mehek miel
Yeh raat rang mein dhale
Mujhpe teri zulf dhar khule
Tumhi mere sang ho
Gagan ke chaao ke tale
Yeh rutt yunhi ghor tak chale
Pyar yun jataye hain ke o, ho, ho
Na bol du to kya karu
Vo hans ke yun bulaye hain ke ho, ho, ho
Aaise mat sataiye
Zara taras to khaaiye
Dil ki dhadkan mat jagaiye
Kuch nahin kahunga main
Na ankhdiyan jhukaiye
Sar ko kandhe se uthaiye
Aise neend aaye hai ki hmm, ho
Woh hain zara khafa khafa
To nain yun churaye hain ke ho, ho, ho, ho
Woh hain zara khafa khafa
To nain yun churaye hain ke ho, ho, go
(Ho, ho, ho, ho, na bol du to kya karu)
(Vo hans ke yun bulaye hain ke ho, ho)