Album name :- Main Bhi Ladki Hun (1964)
Singer :- Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Actors :- Dharmendra
Lyricist :- Anand Bakshi
Music :- Chitragupt
Yahi To Din Hai Baharo Ke
Dupatto Ke Najaro Ke
Rumalo Ke Isharo Ke
Yahi To Din Hai Baharo Ke
Dupatto Ke Najaro Ke
Rumalo Ke Isharo Ke
Yahi To Yahi To Din Hai
Yahi To Din Hai Baharo Ke
Jawani Isko Kahte Hai
Ye Befikri Ka Mausam Hai
Jawani Isko Kahte Hai
Ye Befikri Ka Mausam Hai
Ye Hai Jinda Dilo Ka Saz
Diwano Ki Sargum Hai
Na Samjhao Diwano Ko
Diwano Ka Ye Kahna Hai
Yahi To Din Hai Baharo Ke
Dupatto Ke Najaro Ke
Rumalo Ke Isharo Ke
Yahi To Yahi To Din Hai
Yahi To Din Hai Baharo Ke
Jawa Rate Umango Ki Hasi Din Hai Murado Ke
Jawa Rate Umango Ki Hasi Din Hai Murado Ke
Dilo Me Roz Lagte Hai Naye Mele Irado Ke
Irade To Irade Hai Irado Ka Ye Kahna Hai
Yahi To Din Hai Baharo Ke
Dupatto Ke Najaro Ke
Rumalo Ke Isharo Ke
Yahi To Din Hai Baharo Ke
Kaha Fir Ye Mulakate Kaha Ye Wadiya Hongi
Kaha Fir Ye Mulakate Kaha Ye Wadiya Hongi
Ye Sahjade Kahi Honge Kahi Sahjadiya Hongi
Chalo Chedo Tarano Ko Tarano Ka Ye Kahna Hai
Yahi To Din Hai Baharo Ke
Dupatto Ke Najaro Ke
Rumalo Ke Isharo Ke
Yahi To Yahi To Din Hai
Yahi To Din Hai Baharo Ke