Album name :-Coffee House (1957)
Singer :- Geeta Dutt
Lyricist :-Prem Dhawan
Music :-Roshan
is mehfil me aana bachke
yaha chalte hai teer najar ke
aur patli kamar jab lachke
to dil khaye
jatke pe nahi chalta jor koi
ae ji baitha hai tere dil ka chor koi
is mehfil me aana bachke
yaha chalte hai teer najar ke
aur patli kamar jab lachke
to dil khaye
jatke pe nahi chalta jor koi
ae ji baitha hai tere dil ka chor koi
is mehfil me aana bachke
muskurati bijaliya hai in nigaho me
muskurati bijaliya hai in nigaho me
kitne afsane chupe hai in adao me
kitne afsane chupe hai in adao me
kho na jana in julfo ki
tedi raho me
is mehfil me aana bachke
yaha chalte hai teer najar ke
aur patli kamar jab lachke
to dil khaye
jatke pe nahi chalta jor koi
ae ji baitha hai tere dil ka chor koi
is mehfil me aana bachke
jaan le bate jara tu
in sitaro ki
jaan le bate jara tu
in sitaro ki
dundti hai tujhko najare rajdaro ki
mujhpe dekhi hamne duniya
yu hajaro ki
is mehfil me aana bachke
yaha chalte hai teer najar ke
is mehfil me aana bachke
yaha chalte hai teer najar ke
aur patli kamar jab lachke
to dil khaye
jatke pe nahi chalta jor koi
ae ji baitha hai tere dil ka chor koi
is mehfil me aana bachke
lyrics typed by : priya bhati