Album Name: Parasmani (1963)
Woh jab yaad aaye
Bohot yaad aaye
Woh jab yaad aaye
Bohot yaad aaye
Ghum-e-zindagi ke andhere mein humne
Chirag-e-mohabbat jalaye bujhaye
Woh jab yaad aaye
Bohot yaad aaye
Ahate jaag uhti raaste has diye
Thaam kar dil uthe hum kisi ke liye
Kai baar aisa bhi dhoka hua hain
Chale aa rahe hain woh nazare jhukaye
Woh jab yaad aaye
Bohot yaad aaye
Woh jab yaad aaye
Bohot yaad aaye
Ghum-e-zindagi ke andhere mein humne
Chirag-e-mohabbat jalaye bujhaye
Woh jab yaad aaye
Bohot yaad aaye
Dil sulagne laga ashk behene lage
Jaane kya kya humhe log kehne lage
Magar rote rote haseen aa gayi hain
Khayalon mein aake woh jab muskuraye
Woh jab yaad aaye
Bohot yaad aaye
Woh juda kya hue zindagi kho gayi
Shamma jalti rahi roshini kho gayi
Bohot koshishe ki magar dil na behela
Kahi saaz chede kai geet gaye
Woh jab yaad aaye
Bohot yaad aaye
Woh jab yaad aaye
Bohot yaad aaye