Aa Dekhen Jara Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .

name:-Rocky (1981)
Singer:-Asha Bhosle, Kishore Kumar, R D Burman
Actor:-Sanjay Dutt
Lyricist:-Anand Bakshi
Music By:-R D Burman

shala, shala, shala, shala
aa dekhen jara kismein kitna hai dam
jamke rakhna kadam mere saathiya
aa dekhen jara, kismein kitna hai dam
jamke rakhna kadam mere saathiya
shala, shala, shala, shala
aa dekhen jara, kismein kitna hai dam
jamke rakhna kadam mere saathiya
aa dekhen jara, kismein kitna hai dam
jamke rakhna kadam mere saathiya

aage nikal aaye hum woh pichhe reh gaye
aage nikal aaye hum woh pichhe reh gaye
upar chale aaye hum woh nichhe reh gaye
upar chale aaye hum woh nichhe reh gaye
woh humse haarenge, hum baaji maarenge
hum unse kya hai kam, naachenge aaise hum
naachenge aaise hum, naachenge woh kya
aa dekhen jara, kismein kitna hai dam
jamke rakhna kadam mere saathiya
aa dekhen jara, kismein kitna hai dam
jamke rakhna kadam mere saathiya

saare shehar mein hami hai, humsa kaun hai
saare shehar mein hami hai, humsa kaun hai
dekho idhar hum yahi hai, humsa kaun hai
dekho idhar hum yahi hai, humsa kaun hai
dekhenge dekha hai, jaadu kya aaisa hai
yaaron se jalne ka kaaton pe chalne ka
kaaton pe chalne ka kya hai faayda
aa dekhen jara, kismein kitna hai dam
jamke rakhna kadam mere saathiya
aa dekhen jara, kismein kitna hai dam
jamke rakhna kadam mere saathiya