Aa Gaya Hai Waqt Maut Ka Lyrics

Posted by & filed under .


Song: Aa Gaya Hai Waqt Maut Ka
Movie: Aladin Ka Beta
Singer(s): Mohammad Rafi
Music By: Mohinder Singh Sarna
Lyricist(s): Tanvir Naqvi

Aa gaya hai waqt maut ka
Band hai har ek rasta
Gul gul hoga tera pyar
Haye haye meri maa

Mai abhi hua hi tha jawa
Aa gayi hai maut na raha
Fas gayi kaha nanhi si ye ja
Tut kyu pada na aasma
Haye haye meri maa
Aa gaya hai waqt maut ka
Band hai har ek rasta
Are gulu gulu hoga tera kya
Kya hoga

Koi leke jaye baya
Todta hai dam tera gulam
Leke tera nam aakhiri salam
Khatam ho rahi hai dasta
Haye haye meri maa
Aa aa gaya hai waqt maut ka
Band hai har ek rasta
Gulu gulu sochta hai kya

Sochta hu ye jaha kahi
Ik hasin khwab to nahi
Meri najami de mujhe yaki
Are meri najami de mujhe yaki
Ye jami hai ya aasma
Tauba tauba meri ja
Aa aa gaya hai waqt maut ka
Band hai har ek rasta
Gulu gulu sochta hai kya
Aa aa gaya hai waqt maut ka