Aa Ki Ab Aata Nahi Ab Dil Ko Karar Lyrics

Posted by & filed under , , .

Album name :-Mehbooba (1954)
Singer :- Lata Mangeshkar
Actor:-Shammi Kapoor, Nalini Jaywant
Lyricist :- Tanvir Naqvi
Music :- Roshan

aa ki ab aata nahi dil ko karar
aa ki ab aata nahi dil ko karar
rah takte thak gaya hai intzar
aa ki ab aata nahi dil ko karar

kis kadar bechain hai dunia meri
kis kadar bechain hai dunia meri
dil ki hai dhadkan me hai ahat teri
aa ab mai ho rahu mai bekarar
aa ki ab aata nahi dil ko karar

dil sadaye de raha hai tu kaha
dil sadaye de raha hai tu kaha
muntzir ho chand tare aasma
ye hawaye ye fizaye ye bahar
aa ki ab aata nahi dil ko karar

sath tere wo hasi rate gayi
sath tere wo hasi rate gayi
pyar ki rangin mulakate gayi
raha gaya hai dard dil kisi yadgar
aa ki ab aata nahi dil ko karar
aa ki ab aata nahi dil ko karar
rah takte thak gaya hai intzar
aa ki ab aata nahi dil ko karar

lyrics typed by : hanshu malik