Aaj kal tere mere pyaar ke charche Lyrics

Posted by & filed under , , .

Album name:- Bramhchari (1966)
Singer :- Mohammed Rafi.
Performer:- Shammi Kapoor.

Aaj kal tere mere pyaar ke charche

Aaj kal tere mere pyaar ke charche har zubaan par
Sabko maalum hain aur sabko khabar ho gayi

(Accha?)

(To kya?)

Humne to pyaar mein aisa kaam kar liya
Pyaar ki raah mein apna naam kar liya

Do badan ek din, ek jaan ho gaye
Manzilein ek hui, humsafar ban gaye

Kyun bhala hum darein, dil ke maalik hain hum
Har jana mein tujhe apna maana sanam