Aane Laga Jeene Ka Maza, Jaan Gaye Pehchaan Gaye Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

Movie name:-Singapore (1960)
Singer:-Lata Mangeshkar
Actor:-Shammi Kapoor
Lyricist:-Shailendra
Music By:-Shankar Jaikishan

aane laga aane laga jine ka maja
jaan gayi pahchan gayi mai mohabbat hai kya
dil me tu dil me tu or ankho me nasha
jaan gayi pahchan gayi mai mohabbat hai kya
aane laga

anhko wale ankhe to mila, jawa mausam kahe hardam
tu dil ki dunia basa
anhko wale ankhe to mila, jawa mausam kahe hardam
tu dil ki dunia basa
sab kuch ab to sab kuchh ab to hai naya naya
jaan gayi pahchan gayi mai mohabbat hai kya
aane laga

usne jo kuch kano me kaha, wo doharau to sarmau
ye raaj hai pyaar ka
usne jo kuch kano me kaha, wo doharau to sarmau
ye raaj hai pyaar ka
jab se koi jab se koi dil me aa gaya
jaan gayi pahchan gayi mai mohabbat hai kya
aane laga

tirchi thi kisi ki wo najar, lagi jab se mere dil me
mai khud se hu bekhabar
tirchi thi kisi ki wo najar, lagi jab se mere dil me
mai khud se hu bekhabar
kal jo hoga kal jo hoga dekha jayega
jaan gayi pahchan gayi mai mohabbat hai kya
aane laga